Unknown Artist
Shukr Yehovah kax2Kaisa kaam Masih kar diyaMujhko gunaah se bari kardiyaKaise tera shukr karoon mainMujhko naya aadmi kar diyaRomans 3:24x25Uske fazal se uske wasile seSabke gunah hain maaf kiye jaateMujrim ho kaisa, gunahgaar kaisaImaan jo laaye,Chutkaara uska abhi kar diyaRomans 10:10Imaan lana dil se hota haiAur munh se ikraar kiya jayeImaan jo laayega,Sharminda na hogaMurdon se ji uthega,Maut ko usne zindagi kar diyaKaisa kaam Masih kar diya