Unknown Artist
Sari Srishti ke malik tumhi hoSari Shristi ke rakshak Tum hi hoKarte hain Tujh ko sadar pranaamGate hain Tere hi gungaanAa ha ha Halleluia -7 AmenSari Shrishti ko Tera saharaSare sankat se hum ko bachanaTere haanthon mein jeevan hamara haiApni raaha pe humko chalanaSari Shrishti ko Tera saharaSare sankat se hum ko bachanaTere haanthon mein jeevan hamara haiApni raaha pe humko chalanaAa ha ha Halleluia -7 AmenHum hain teri haathon ki rachanaHum par rahe Teri karunaTan-man- dhan hamara Tera haiInhen shaitan ko chune na denaHum hain teri haathon ki rachanaHum par rahe Teri karunaTan-man- dhan hamara Tera haiEnhen shaitan ko chune na denaAa ha ha Halleluia -7 AmenAb dur nahi hai kinaraDhiraj ko hamare badanaJeevan ki hamari is naiyya koBhav sagar mein khone na denaAb dur nahi hai kinaraDhiraj ko hamare badanaJeevan ki hamari is naiyya koBhav sagar mein khone na denaAa ha ha Halleluia -7 Amen