Unknown Artist
Saans Se Bhi Kareeb Aa To SahiPure Dil Se Mujhe Bhula To SahiTeri Tanhaiyo Ka Saathi HuMujhse Tanhayiya Sajaa To Sahi
Maine Apna Lahu Bahaya HaiIs Lahu Se Tujhe Bachaya HaiMai Yehova Masih Khudawand HuMujhko Apna Khuda Bana To Sahi
Main Gunahgaar Ki Maafi HuLaanto Ki Ajab Talaafi HuMain Yeshu Shifa Ka Mamba HuMeri Shafkat Ko Aazmaan To Sahi
Dil Ki Dhadkan Mujh Hi Se Aati HaiSaans Meri Tujhe Bulaati HaiKhatkhatata Rahu bata Kab TakAankh Mujhse Zara Mila To Sahi