Unknown Artist
Toote Hue Bikhre Se, Lafz Samet Aaya HoonTu Hi Akela MadadgaarHazoori Mein Teri Main, Aas Lagaye Baitha HoonTu Hi Akela Mehrbaan
Taiyyar Hoon Pita, Fazal Apna ChamkaFaansla Na Ho Humaarein BeechIbaadat Hai Meri, Hamesha Talaash BhiBan Jaun Tera Main Azeez, Dil Azeez
Rehem, Rehem, Rehem Ki Baarish Aa,Rehem Rehem Rehem Ka Noor Barsa
Dukhon Ke Tsunami Mein, Haath Ko Apna BadhaTujh Par Imaan Ab MeraKar Hukum Rihaayi Ka, Maut Ke Saaye Se BachaDoob Jaye Na Meri Naiyya
Rooh Aa, Aa, AaRooh Aa, Aa, AaMujhko Jila, Aa, AaMere Yeshua, Aa, AaRooh Aa, Aa, AaRooh Aa, Aa, AaMujhko Jila, Aa, AaMere Yeshua, Aa, Aa