Unknown Artist
Rabh ki hove sanna hameshaRabh ki hove sanna
Rabh ki hove madaha sarahiUsake nam ki sanna (2) hamesa
Rabh ke ghar mey hove sitta ishUsaki hamd ho sanna (2) hamesa
Kamo meh hai voh kaisa kadirUsaki kudarat bata (2) hamesa
Jaya ke jhor se phuko narasingehBarabata bin baja (2) hamesa
Tar dar sajo pey ragni chedoDaph aur tabala baja (2) hamesa
Ba suri para suna surey suraliJhan-jhan jhanj baja (2) hamesa
Sare milakar tali baj oohGa'o rabh ki sanna (2) hamesa