Shalu t Ninan & Anukul Sibu Thomas
Praan nikal jaayega pahunchunga main Prabhu ke paasSweekar karega mujhe apne desh vishraam main paaungaKitna aaraam kitna sukhmayWo mera jeevan hoga ,Dukh se bhare jagat ko mainDeh chhod jaaunga pehnunga main swargiya ko ,Taiyaar kiya hai chirasthaayi wah jo Parmeshwar ke dwaara ..Paaunga main anmol wah taajNa kabhi murjhaayegaSukh se bhara desh wah hoga ,Paar kar jaaunga ek hi pal mein is jagat koDera sareekha mera yeh ghar giraaya jaayegaAayega jab mera YeshuSungoonga uski aawaaz ,Baahon mein main madh jaaunga ,