Unknown Artist
Paavan hai vo Prabhu hamaaraUski jai jaikaar karoNirbal ka vo bal hai nyaaraUski jai jaikaar karoJai ho, jai ho, jai hoDeen dukhiyon ka hai daataBhatke huon ko raah dikhaataSeedhe maarg mein humein chalaataUski jai jaikaar karoPrabhu hamaara bada mahaanNirbuddhiyon ko deta gyaanPatiton ka vo bachaata praanUski jai jaikaar karoPrabhu ki mahima aparampaarJag ka vo he taaranhaarMaano use apna aadhaarUski jai jaikaar karo