Anil Kant
Parvato ko dekhunga maiKaun hai madadgaar meraMera madadgaar Khuda haiJisne zameen aur aasman ko banaya hai
Woh tere paanv ko fisalne nahi degaKhudawand hai tera jaaga huaTujhe tanha na chhodegaMera nigehbaan Khuda haiJisne zameen aur aasman ko banaya hai
Teri jaan ko bala chhoo bhi na payegiNa garmi chaand aur sooraj kiKabhi tujhko jalaayegiMera saayebaan Khuda haiJisne zameen aur aasman ko banaya hai