Bridge Music ft. Prince Mulla, Zayvan & Sam Alex Pasula, Bridge Music
Tujhe chhod main chal padaDhoondne ghar har jagahKhoj mein main kho gayaKhud ko pehchan na saka
Rehmat ke dariya mein dubaya mujheUs se zariya banakar chalaya mujhe
Papa, PapaBeta main tera
Tujhe chhod main jaaun kahanTu hi toh ghar hai meraNa tha mujhe ye pataBeta main tha hi tera
Nazar teri kabhi na hatiMehfooz hoon teri parchhai meinNazar teri kabhi na hatiMehfooz hoon teri parchhai mein
Papa, PapaBeta main tera
Teri aankhon ki putli hoon PapaMain, aankhon ki putli hoon PapaTeri aankhon ki putli hoon PapaTeri aankhon ki putli hoon Papa
Paraya na hoon main, thukraya na tuneSharmindagi se nikaala hai tuneParaya na hoon main, thukraya na tuneParaya na hoon main, thukraya na tuneSharmindagi se nikaala hai tuneGale lagakar chooma mujheMera latta hatakar labada diya
Papa, PapaBeta main tera
Teri aankhon ki putli hoon PapaMain, aankhon ki putli hoon PapaTeri aankhon ki putli hoon PapaTeri aankhon ki putli hoon Papa