Neele aasman ke paar jayenge Mera Yeshu rahta vahan Hum milenge baadalon par Dekhenga saara jahan
Uska koi bhi wada, na hoga adhura Har ek wada Uska, hota hai pura Uske aane ka wada bhi hoga pura Dekhega saara jahan
Yeh vishwas hai mera, jo hoga pura Sapna ye mera na, rahega adhura Tere sang hum rahenge apne Yeshu ke Dekhega saara jahan