Unknown Artist
Na sona na chaandi se mili azaadiNa duniya ki daulat se mili nazaatSaleeb hi ka khoon meri abdi chattan haiAur munji ki maut mujhe deti shifaCho. Mai hun azaad, na dhan ke dwaraSona mera daam na tha, par mera daamMasih ka khoon hai, bada daam muhabbat ka
Na sona na chaandi se mili azaadiGunahon ka bojh dil par bhaari huaSaleeb hi ka khoon meri abdi chattan haiAur munji ki maut se hi fidiya hua
Na sona na chaandi se mili azaadiMujhe shariyat ne paas na jaane diyaSaleeb hi ka khoon meri abdi chattan haiAur munji ki maut ne hataya sab dar
Na sona na chaandi se mili azaadiAasmaan iske zariye na mil sakta thaSaleeb hi ka khoon meri abdi chattan haiAur munji ki maut se hua mai azaad h