Unknown Artist
Mujhpe reham kar aye khudaHai meri jaan ko teri panaahMujhpe rehamMain tere paron ke saaye mien loonga panahJab tak na tal jaye hare ek aafat khudaGhera hai mujhko mere dushmanon ne yahanWoh meri khatir falak se madad bhejegaTera jalaal saari zameen par hoTu jaanta Hai khuda mere hun mein kahanAatish mizaaj aur sheron ke hoon darmiyanTalwar jaisi zubaan daant hain barchiyanTu apni rehmat aur sachaai kar de bayaanTera jalaal sari zameen par hoDil ab hai tera tere geet main gaaongaAb saari duniya ko yeh baat batlaoongaTaarif teri karta rahoon main sadaaRehamat aur sachaai teri buland aye khudaTera jalaal saari zameen par ho