Unknown Artist
Mere Khudaavand Ho DhanyavaadYeeshu Prabhu Dhanyavaad
Aasheeshen Deta Hai Tu BeshumaarAdbhutt Hai Tera Ye Prem Aapaar
Paapon Se Zakhmi Jo Main Ho GayaBaanhon Mein Tune Mujhe Le Liya
Ghor Andhakaar Se Jo Hokar ChaloonRaahon Ka Meree Ujaala Hai Tu
Soona Tha Jo Prabhu Jeevan MeraApne Anugrah Se Tune Bhara