Ernest Mall
Lahoo lahoo Yeshu ka lahooGunahon ko mere dhota hai
Masah masah Masih ka masahBandhan saare kholta hai
Bade bade na peeche hateinKhudawant ka Rooh farmaata hai
Shamaa shamaa sampoorna shamaaPaak lahoo dilata hai
Khuda khuda hamaara KhudaDil mein rehna chahta hai
Khuda khuda hamaara KhudaRooh se bharna chahta hai
Daray daray na hargiz darayKhudawant ka Rooh samjhaata hai
Vijay vijay shaitaan par vijayYeshu Masih dilata hai