Unknown Artist
Nirjal Desh Me Nadiyan BahayegaJangal Ke Beech Me, Naya Marg Banayegax2Kya Tum Dekh Pa Rahe HoKuchh Hone Wala HaiTumhare Zindagi MeAashish Aane Wala HaiKuch Naya Kar Raha HaiKuch Naya Kar Raha HaiParmeshwar Naya Kar Raha HaiAb Yahan Kar Raha Haix2Wo Tere Vansh Par Aashish BarsayegaTeri Santaan Par Aatma Undelegax2Kya Tum Dekh Pa Rahe HoKuchh Hone Wala HaiTumhare Zindagi MeAashish Aane Wala HaiBand Jo Darwaaze HainAb Khul Rahe HainBanjh Ko Bachchon KiAnand Se Bharta HaiJo Aankhon Ne Na Dekha,Jo Kaanon Ne Na SunaYeshu Naam Se Ab Hone Wala HaiKuch Naya Kar Raha HaiMere Ghar Me Parivar MeMere Bachchon Ke Bhavishya MeMeri Kalisiya Aur Sewa MeKuch Naya Kar Raha HaiIs Nagar Me, Har Shehar MeSab Rajyon Me, Mere Desh MeIs Duniya Ke Har Kone MeKuch Naya Kar Raha HaiKuch Naya Kar Raha Hai