Unknown Artist
Krus hi ke paas jaha khoon baha,Dab ke gunaho se mai gayaKhoon se waha ye dil saaf hua,Uski ho tareefUski ho tareef, uski ho tareefKhoon se waha ye dil saaf hua,Uski h tareefDoor hai gunah mere bil yakeen,Dil mei ab Yeshu hai takht nasheeenKrus hi ka geet mujhko hai shirin,Uski ho tareefKrus ka wo chashma hai beshbaha,Khush hoon ki mei uske paas gaya,Khoob mujhko Yeshu ne saaf kiya,Uski ho tareefAa dekh ye chashma hai saaf shaffaf,Aa taki ho tere gunah maafAa isi waqt abhi ho tu saaf,Uski ho tareef