Unknown Artist
Khudawand azeem baadshah,Khudawand ke huzoor aaoAao saari duniya ke logoAaj naya geet gaoKhudawand ka naam Mubarak kahoUski najaat ki khushkhabri dox2Duniya mein uske jalaal kaLogon mein uske har kaam kaKaro bayaan uske geet gaoSabse azeem, woh sabse badaaJisne aasmaan banaya,Uske huzoor aaoSajda karein paak dil se yahanZinda qurbaani laye yahanKhush hai aasmaanZameen geet gaayeJungalon ke ped bhi gunguna raheKyunki aaj aa raha hai WohAaj tum zuroor aaoKhudawand azeem baadshah…