Unknown Artist
Khuda Hai Mohabbat, Yeshu Khuda haiYeshu Ki Mohabbat, Sabse Judaa haiMere Doston ne mujhko, ik din bulayaYeshu Masih ka mujhko, kissa sunayaSunke woh baaten mera sar jhuk gaya haiKhuda Hai Mohabbat…Nayi Zindagi se mud kar wapas na jaanaShaitaan ki baaton mein phir se na aanaJannat ka humse khuda ne, vadaa kiya haiYa Khuda, Ya Khuda, tu hai mera masiha