Akash Ray
Khareeda tune apne rakt se,Kaam mein aaoon tere liyeChahta hoon ki main kaam mein aaoon,Jeevit hoon main tere liye
Hallelujah, HallelujahHallelujah, Hallelujah
Haath mein lene yogy nahin tha,Mujhe saath mein rakha changa karkeMalik tere maksad ko hi,Poora karoon main pratidin mein
Hallelujah, HallelujahHallelujah, Hallelujah
Shakti teri mujh mein sada,Karya kare bharpoori seYuktiyon ko shaitaan ki,Shaktiyon ko nasht karoon main naam mein tere
Hallelujah, HallelujahHallelujah, Hallelujah
Param Pita bheja tujhe,Paapiyon ko pavitra karneDukh uthaakar mukti diya,Bhaktihin main shuddh ho jaaoon
Hallelujah, HallelujahHallelujah, Hallelujah
Raja hokar baadalon par,Aane samay paaon inaam mainPavitrata mein aage badhoon,Daud ko main poora karoon
Hallelujah, HallelujahHallelujah, Hallelujah