Rubina Bk, Adarsh Pariyar
Kalvari ki hai ye vo dastaKaise main karu hothon se bayanSooli par chadha hai vo memnaLekar mere gunahAa aa aa aaDekho krush par hai pita ka pyarDil ke jo kareeb kar diya nisaarRoya aasman, roya ye jahanMere badle hua balidaanHoke kurbaan, bakshi meri jaanYeshu mera hai mahaanAa aa aa aaKaise main bhulu kaanton ka vo taajDhara lahoo ki, kodon ki awaazKaisa tha vo din, kaisi thi vo raatApno ne bhi tha chhoda uska saathPar kya usne chhoda hai kabhi?Aise kare pyar MasihAa aa aa aa