Aashish David
Jeevan Mera, Tu He Banaya Paapi Ko Yeshu, Tu Hai Bachaya
Khoon Bahakar, Paap Ko Dhoya Aansoun Se Yeshu, Tune Hai Bhigoya Jeevan Mera...
Pyaar Ka Sagar, Yeshu Hai Tu Guno Ki Khaan, Masiha Hai Tu Jeevan Mera...
Andho Ko Aankhein, Langdo Ko Paavon Murdoh Ko Tune Khada Hai Kiya Jeevan Mera...