Unknown Artist
Jeevan mein jo geet Prabhu mein,Ab tak gatta aaya hoon,Swar laya chand taal diye tumhare,Wohi mein aaj sunata hoon,Jeevan meinGeet gane ki sadh Prabhu,Man hi man mein rah gayee thi,Mere swaron mein na samta thi,Mere shabda the ladkhadate se,Kintu Prabhu jabse paya tumhien,Swar laya chaand taal diye tumhare,Jeevan meinMere geeton mein jeevan ki vyatha,Peedha katutaa her manav ki,Her li peedha vyathayienPrabhu tumne hum janmanas ki,Dekar apne amulya khoon se,Swar laya chaand taal tumhare,Jeevan mein..