Anil Kant
La la la la la La la la la la Jeevan, Jeevan Ka pani pilane Jeevan Ka Raja Hai Aaya Kundan, Kundan Sa Humko Banane Jeevan Ka Raja Hai Aaya
Shola bhi Tu, shabanam bhi Tu, Nabiyon ki aasha bhi Tu Rahabar bhi Tu, manzil bhi Tu, Ambar ki bhasha bhi Tu Raajan, Raja ko praja se milane, Jeevan ka Raja hai aaya Kundan, kundan sa humko banane Jeevan ka Raja hai aaya
Yeshu me Tu, utara Khuda, Paapi ko dene najat Tera Lahoo, Yeshu Masih, Har ek ko deta hayat Gunjan, bhavare ko guanjan sikhane, Jeevan ka Raja hai aaya
Daravaja Tu, charavaha Tu, Jeevan ki roti bhi Tu Sachchai Tu, bhalai Tu, Raahon ki jyoti bhi Tu Chandan, chandan ko khosboo dilane Jeevan ka Raja hai aaya