Unknown Artist
Jab se pyaara Yeshu aaya, mera jeevan badal gayaJab se maine use hai paaya, mera jeevan badal gayaIs jahaan ki gandagi se mujhe chhudaayaJaan dekar mujhe gunaahon se hai bachaayaIsliye mera mann meri kaaya mera jeevanMujhe khareeda hai Masih ne khoon dekarMain hoon uska mera na koi siwaay uskePutra ne hai pita se milaaya mera jeevanMeri raahon mein na kaante ab rahengeMeri manzil mein bhi maatam ab na hongeHo gaya door hai maut ka saaya mera jeevanRaat kaali beet gayi hai hua saveraSubah ka taara dekho chamka Yeshu meraIsliye maine yeh geet gaaya mera jeevan