Unknown Artist
Humd ho jalaal o izzatAb teree ai MasihYoon ladako ne sitaishAur paaq hoshaana keeToo israel ka baadshaahShahzaada bin daoodAb Rabb ke naam mein aayaAi munjee paaq mehamoodAasmaan mein paaq phirishteHai tere sanaakhvaanBadaee mein hai shaamilZameen par sab insaanPesh aae the ibraaneeTaazeem o adab seHamaare bhee nazaraaneHain humd o shukr keUnhene raah mein shaakhenChhitraain aur libaasHum bhee mubarakbaadeeHain karte aur sipaasTaareef aur unkee khusheeTab mujhe thee manzoorAur dua ho hamaareeQabool tere huzoor