Unknown Artist
Hum nay yesu ko jan liyaWo hai hamara man liyaWohi hamara raja wohi hai mukti dataMamsu khuda ka maan liyaSaray bolo halleluyah baray ki ho hamd-o-sanaHalleluyah halleluyah halleluyahUs nay kiya hai piyar sab koTanha na chooray ga wo hum koYehi hai uska wada koi nahin us jaisaSaray jahan nay jan liyaCharnun main hum sab uskay aayaenAasha ki joot hum jagaeenPrem ka aisa bandhan man say hai daita jiwanPita say hum ko hai milayaSuli pay us nay khun bahayaPapun ki daldal say bachayaDay diya pak ruh khushiun say bhar kay us nayUnchay maqamun pay hai bithaya