Unknown Artist
Hamd karo-2, khudawand ki hamd karoKhushiyon se jhumte aaj hum aaye hainUske huzoor mein geet naye laaye hainKitna massah hai aaj kitna jalaal haiRooh ka jalaal haix2Mujh mein jo hua hai woh uska kamaal haiNagmein zabaan pe, dil mein najaat haiMakr ke baadsahah aaj teri maat haiHaath mein hamare do dhaari talwar haiUske makdis mein uski hamd karoUski kudrat ke phalak pe hamd karoUske kudrat ke kaamon ki hamd karoUski badi azamat Ki hamd karoDafli bajao, narsinge ched doPaak Yehovah mujhe karta bahaalMeethe saazon ke saath uski hamd karoBuland aawaazon ke saath uski hamd karoJhanjhanati hai jhaanjh uski hamd karoJo bhi leta hai saans uski hamd karoHaath uthao, taaliyan bajaoNaacho gaao dil khushaal hai