Jaago Music
Hai di aawaz farishto ne zami ke logo ko..Uter aaya jaha mai aab Khuda insaan bankeHai di aawaz
Jo baithe hai andhero mai wo aaye roshni leleGamo mai rehne wale zindagi ki her khushiLeleWo aaya haiWo aaya hai Khuda insaan , mehrbaan bankeUter aaya jaha mai aab Khuda insaan bankeHai di aawaz
Hamare waste Wo aasmani pyar laya haiNaya jeewa naye rahe naya sansaar laya haiKabhi jo khatm na ho aaya aisi dastaan bankeUter aaya jaha mai aab Khuda insaan bankeHai di aawaz
Wo aaya hai gunah ki kaid se aazad karne koJo ujde zindagi ke baag unhe aabad karne koNa ho mayusNa ho mayus Khuda aaya umeedo ka jahaBankeUter aaya jaha mai aab Khuda insaan bankeHai di aawaz