Jaago Music
Hai Di AwaazSong Details & Credits :Music Production:Keys, Music Programming, Mix and Master: Shalom Naik andAman NetamAddi. Elements : Vevay BarretoFeatured Singers: Akashdeep, Princy Netam, Aarush,Joshua Das, Angel, Chetna, Monika Ravikumar,Carismah Cutinho , RoshniMain Vocals: Akashdeep, Princy Netam, Aarush BenjaminBackings Vocals: Joshua Das, Angel, Monika Ravikumar,Carismah Cutinho , RoshniVideo production: Daniel Joseph, Shubham Rawat, David Simte,Amos Edwin, Deepak RawatVideo Edit: Jaago MediaJaago MusicLyrics :Hai di aawaz farishto ne zami ke logo ko..Uter aaya jaha mai aab Khuda insaan bankeHai di aawazYeshu hai uska naamTo karo jai jaikarWo aaya hai gunah ki kaid se aazad karne koJo ujde zindagi ke baag unhe aabad karne koNa ho mayusNa ho mayus Khuda aaya umeedo ka jaha BankeUter aaya jaha mai aab Khuda insaan bankeHai di aawazTo karo jai jaikarJo baithe hai andhero mai wo aaye roshni leleGamo mai rehne wale zindagi ki her khushi leleWo aaya haiWo aaya hai Khuda insaan , mehrbaan bankeUter aaya jaha mai aab Khuda insaan bankeHai di aawazHamare waste Wo aasmani pyar laya haiNaya jeewa naye rahe naya sansaar laya haiKabhi jo khatm na ho aaya aisi dastaan bankeUter aaya jaha mai aab Khuda insaan bankeHai di aawaz[ Jaago Music ]