Unknown Artist
Geet apnay masiha kay gaeenAoo mill kar bara din manainUski ulfat ka mausam suhannaKhush hua aj sara zamanaSaray shikway gilay bhool jainnAoo mill kar bara din manainJin say jhagaray sulha un say kar lainDaman e dil ko khushioon say bhar lainAj rothay huoon ko manainAoo mill kar bara din manainUska paigham hai rasti kaUska paigham hai zindigi kaUska paigham sab ko sunainAoo mill kar bara din manain