Unknown Artist
Gaate bajaate Jaaenge hamJhandaa Masih ka uthaaenge hamBolo Yeeshu ki jay –Prabhu Yeeshu ki jayYeeshu ke lahuu ki jay jay jayAndho’n ko aankhe’n,Jyoti jagat koTum hi hamaari ashaax2Hamko bachaane - rakt bahaaneKrus viraaje, tum rajax2Milkar karenge hamd-o-sanna hamYeeshu ke naam ki jay jay kare’n ..Bolo..Bhuko’n ko roti,Pyaaso’n ko jal bhiMratko’n ko tumnex2Girte huo’n ko, tumne uthayaDalito’n ko gale lagaayax2Mahima karenge, dhanye kahengeYeeshu ke naam ki jay jay kare’nBolo…Aandhi thamaa di,Saagar me shantiPaani par chalte prabhujix2Bhuto’n ko tumne pal me nikaalaYeeshu ke naam me shaktix2Badte challenge, uunchaa karengeYeeshu ke naam ki jay jay kare’nBolo…