Unknown Artist
Farishthon ke geeton se goonj gaya aasmaanAndheri raat mein roshan hua aasmaanCharwaahon ne dekha aisa jalaalRoshan hua tha khoob aasmaanPaida hua hai aaj MasihaJo humko de najaatJiski raah dekhte the sabAaya hai woh aaj ki raatMunji hamara zameen pe aayaSulah, salaamati, khushi hai laayaDil ko apne usko de doRajaon ka Raja hai aaya