Unknown Artist
Firishton ke geet beech aasmaanQadeemee se jo mashhoorRaat mein sunaaya ho shaadmaanAur khushee se bharpoorKhuda kee ho tamajeed aurHo zameen par sulah bheeMohabbat ho insaanon meinAur ho salaamateeDekha charavaahon ne jalaalRaushan tha khoob aasmaanTaareeqee huee door tamaamAur hue voh hairaanKaha firishton ne un seNa hove tum ko darSunaata hoon main sabhon koKhushee kee ek khabarAaj paida hua paaq MasihJo devega najaatBuzurg the dekhte jiskee raahVoh aaya hai is raatDaood ke shahr mein voh haiPada beech ghaas puaalBaadshaahon ke hee baadshaah neChhoda apna jalaalDuniya ka munjee paaqMasih zameen par aaya haiSulah salaamatee khusheeVoh sab kuchh laaya haiAb karo sijada tum useJhukao dil o jaanSab jageh ja bashaarat doBan gaya voh insaan