Unknown Artist
Dharti aakash donoPrabhu ki awaj sunengeSansaar ke sab praniUs ka hi naam lengePrabhu ka samay aata haiDharti magan hogiUski daya barsegiAur door jalan hogiUske vachan ki mahimaAur shakti ham dekhengeSansaar kePrabhu ka vachan aisa haiJo chiraag sa jaltaa haiUs par koi chalta haiJeevan use milta haiUske niyam ko jo maneKabhi bhi na wo bhatkengeSansaar keAankhe utha kar dekhoPrabhu ka din aayegaUsko grahan jo karegaWo saath jayegaJisne Prabhu ko na maanaWo ek din royengeSansaar ke