Unknown Artist
Dharkan main tu khayalun main tuSansoon main tu dam main bhi tuJiwan pay mangun yesu tera lahuTera lahu yesu tera lahuHai bharosa tujh pay mera tu mujh ko na choray gaNa choray ga, na choray ga, na choray gaApnay dahnay hath say sambhalay ga mujhayMera tawakal hai khudawand par hai jo rab-ul-afwajRab-ul-afwaj, rab-ul-afwaj, rab-ul-afwaj, rab-ul-afwajMaut ki wadi main bhi sambhalay ga mujhayKholay ga wo band darwazay wo hai el-shaddaiEl-shaddai, el-shaddai, el-shaddai, el-shaddaiQadar-e-mutliq hai wo sambhalay ga mujhayHai lahu main uskay shakti hai lahu main muktiUska lahu, uska lahu, uska lahu, uska lahuLahu kay wasilay say sambhalay ga mujhay