Unknown Artist
Dharati khil Uthi haiSagar Uchal Raha Hai ||2||Aane ka uska Ishara Sitara de raha haiTo Zumo sathiyo Nacho Sathiyo gao gungunaoSare jagat ke mere bhaiyo khushi sab manao ||2||Aaj Prabhu hamara hamase milane aaya hai |2|Bethalehem Nagari me bailo ki Charani meMariyam ki God me Masiha aaya hai ||2||To Zumo sathiyo Nacho Sathiyo gao gungunaoSare jagat ke mere bhaiyo khushi sab manao ||2||Aaj Prabhu hamara hamase milane aaya hai |2|Prithvi ke sare logo darshan uske karaloMukti ko deneko Masiha aaya hai ||2||To Zumo sathiyo Nacho Sathiyo gao gungunaoSare jagat ke mere bhaiyo khushi sab manao ||2||Aaj Prabhu hamara hamase milane aaya hai |2|Shaitan ke bandhano se hame chhudane koPrabhuji Mukti dilane Masiha aaya hai ||2||To Zumo sathiyo Nacho Sathiyo gao gungunaoSare jagat ke mere bhaiyo khushi sab manao ||2||Aaj Prabhu hamara hamase milane aaya hai |2|