Bridge Music ft. Sam Alex Pasula, Rachel Francis & Hemant Sharma, Bridge Music
Meri har chahat koPura tune hai kiya YeshuaAashayein meriSampoorna ho gayi tujh mein Yeshua
Har bhook meri tune hai jaanaBaahon mein lekarMujh ko sambhaalax2
Dhanyawad Yeshua teraDhanyawad Yeshua
Meri soch se pareAshcharya kaamon seTune panah di har ek kami meinx2
Kathinaiyon mein sab ujda lage parTere haath ki parchayiKabhi na hategi
Teri raahon se main khoya bhi agarPhir bhi teri kripa chhode na mujhex2
Har guzarish ko qaboolTune hai kiya YeshuaMere sawaalon ka jawabTu hi Yeshua, Yeshuax2
Badle mein kya doon tereAnmol pyaar keYeshua dhanyawad