Joseph Raj Allam & Akshay Mathews
Khoya tha main, bhatka tha main Maaf karke, ghar le aaya Apni pehchaan mujhko dekar Apna Beta mujhko kehlaya
Yeshu Ka Aa Aa Aa Aa Main Deewana Aa Aa Aa Aa Yeshu Ka Aa Aa Aa Aa Main Deewana
Teri baaton ko sunta rahun Apni manmaani ab na karun Ab na daayen, na baayen mudun Tere pyaar mein dooba rahun
Tujhe chhod ke jaaun kahaan Jahaan dekhun Tu hi hai wahaan Yeshu, Tujh mein hi milta sukun Tere pyaar mein dooba rahun
Deewana, Main Yeshu Ka Mere honthon pe Uska hi naam Deewana, Main Yeshu Ka Uske pyaar mein dooba Main khoya, main zinda rahun