Unknown Artist
Charan Mein Tere Ham Aate HainSara Adar Tujhko Dete HainShish Ham Jhukate HainVandana Karte Hain
Hallelujah Hallelujah Amen
Hamko Yakian Hai Ki Tu Hai KhudaIs Karan Hi Karte SajadaShish Ham Jhukate HainVandana Karte Hain
Dhanya Tujhe Ham Kahate Hain AajaSare Jaha Ka Hai Tu SarataajaBhet Ham Chadhate HainVandana Karte Hain