Unknown Artist
Chamka sitara raat sohani gaeen farishtay hoshanaAalam-e-bala par tamjid ho sulha zamin par hoshanaHoshana hoshana hoshana hoshanaRakhwali thay kartay gadariyayNoor asmani aa chamkaBherain chur kay daur kay aayeKarnay masiha koo sijadaSijada karnay aao chalain hum gain farishtay hoshanahSar tha chupaya charni mainDil main wo aana chahayTu hi bata day jagha hi kitniRuh main teri basna chahayUsko apna sab kuch day dayGaeen farishtay hoshanaSona mur luban thay laayeHum ko bhi kuch lana haiJis nay aapni jan lutaiUs say jiwan paana haiAmrat dhara yesu piyaraGaeen farishtay hoshana