Unknown Artist
Aye Mere baadshahx2Meri fariyaad ko sun, meri awaaz ko sunTujhse hi to aas hai mujhko, Karta hun mein dua…Aye Mere baadshahx2Aye Khuda mein subah savere, dua karoongax2Hai yakin mujhko tu meri dua sunegax2Tu nahin aisa Khuda jo, khush hota hai burai seTu usko jad se kaatega, jisme jhoot dikhayi deTu hai bahut bhala….Aye Mere baadshahx2Mein teri rehmat se tere ghar aoongax2Teri paak zameen pe aake, sajda karoongax2Mere aage apni raah ko, saaf tu karde mere KhudaApne pyar ki khatir mujhko, tu apni rahon pe chalaTera hi aasaraAye Mere baadshahx2