Unknown Artist
Apne haathon se banaya haiMujhe mere Khuda neApni Surat mein banaya haiMujhe mere Khuda neKitni rehmat, kitni taakatKaisi hai uski mohabatJab main nahin tha, tab bhi main thaUski nazar mein tha main sadaaYuhin achanak nahin aa gayaUske irade se main ban gayaKhud ko na tanha samajhna kabhiBeasara na samajhna kabhiWoh jisne di hai tumhe nayi zindagiHai naam uska Yeshu Masih