Unknown Artist
Apna ke dekh liya duniya ko jahaan mein bhiEk bhid mili mujhko apna na mila koiDukh dard chala kahne jab bhi usi bhid se jab bhi mainSun to liya sabne par sath diya na koiKis kis ko pukaru main, ab aur jahaan mein PrabhuBas sunli pukar meri ek baar to pyare PrabhuJag saath na dega mera , par sath to dega tu hiSab kuchh ko parakh kar ke aaya hu sharan teriBas tu hi saccha Prabhu aur duja nahi koi.