Unknown Artist
Apna Boz Prabhu Par Daal,Kabhi Na Ghabra Na,Tera Aadar Maan Karega,Ashcharya Karm Karega;Bhakto Ko Wah Bhulega Nahi,Hamesha Unki Sambhal Karga Ga;Tarna Hara Hamri sharan,Sae Me Lekar Chalta Hai;Mata Pita Yadi Chod Deve,Wo To Gale Se Lagae ga;Prabhu Hamare Saath Rahe,Samna Kaun Kar Payega;Pura Samarpan Usko Kare,Wo Hi Sabkuch Dekhe Ga;Boz Prabhu Par Daal Diya Hai,Ab Kyo Ghabra Na;Wo Hi Aadar Maam Karega,Ashcharya Karam Karega;