Unknown Artist
Andheroon main yesu aayaRaushni ka gehwara ban karCharni main aaya munjiNai rut ka nara ban karUski aamad say har shay ujli ujli lagti haiUski lau say har zaray main chahat si ik jagti haiGulshan main hai khusian layaKhushbu ka minara ban karCharni main aaya munjiNai rut ka nara ban karInsan ko insan bananay khud wo jag main aaya haiInsanun ko jiwan bhar ka rasta aap dikhaya haiInsanun kay sath rahay gaHar dukh main sahara ban karSulha ka shehzada aaya aoo sab ko mauf karainUskay piyar ko bantain sab say dil ko apnay saaf karainGhar main hamaray yesu aayaKhushion ka gehwara ban kar