Amit Kamble
Abraham ka Prabhu, Ishaak ka Prabhu Yakoob ka Prabhu Tu mera hai Abraham ka Prabhu, Ishaak ka Prabhu Yakoob ka Prabhu Tu mera hai Tu kabhi na chhodega, Tu kabhi na thukrayega Tu mera hai, Tu mera hai
Jiske haath mein mera kal Jiske haath mein mera aaj Aur aane wala kal, wo mera hai
Nadiya mujhe dooba na sake Agni mujhe jala na sake Mera haath jo Tune thaama hai
Jo aadi mein tha Jo Shabd Khuda sang tha Wo Shabd Khuda hi tha Wo mera hai, wo mera hai