Unknown Artist
Abba Pita Hai Premi Parmeshwar,Dayalu Taranhar, Tri ek Parmeshwar;Khoye Hue The,Bhatake Hue The,Dhundhne Hame Aaya;Gale Lagaya, Chuma Hai Hamko,Sharan Me Le Aaya;Dhanyawad, Prabhu Ko DhanyawadHam TO Dalit The,Ham To Patit The,Dali Najar Jo Naath;Dhadhas Badhaya, Aashu Ko Pocha,Thama Hamara Haath;Dhanyawad, Prabhu Ko DhanyawadDal-Dal Ki Khich Me,Ham To Pade The,Tune Nikala Hame;Kalwari Ke Khun Se Hame Kharida,Apana Banaya Hame;Dhanyawad, Prabhu Ko DhanyawadHar-Har Hamare Sath Rahkar,Hame Sambahlta Hai;Atal Prabhu Hai Anant Premi,Mahima Ke Yogya Hai Tu;Dhanyawad, Prabhu Ko DhanyawadParwat Se Ucha, Sagar Se Gahra,Pram DikhaTa Hai;Sanatan Premi Ke Prem Ka ZandaHam Par Lahrata Hai;Dhanyawad, Prabhu Ko Dhanyawad