Unknown Artist
Aaya hai aaya hai aaya hai rajaon ka raja aaya haiAaya hai aaya hai shanti ka raja aaya haiLaya hai laya hai yesu mukti laya haiHamd o sana mil gatay hain qadusi arash parSulha karanay rab say milanayYesu masi aaya haiGhumatay qadam uthatay hain gadaryay mooj sayDawood kay shehr main yusaf kay ghar mainYesu mai aaya haiLapak lapak chalay aatay hain majoosi poorabiTara rahnuma hai charni nishan haiYesu mai aaya hai