Yeshua Band
Stutiyo me virajmaan hai, Kaise main varnan karoonKaruna hai Teri aprampaarKarta hoon dhanyewaad TujheYeshu…
Aaradhna Ke Yogya Tu HaiStuti Ke Yogya Tu HaiYeshu YeshuTeri Aaradhna Karta Hoon Main
Tere jaisa koi nahi, Tu hi Mahaan hai PrabhuKisko kahun main Tere tulye, Aisa koi hai hi nahiYeshu…
Andhero me Vachan Tera, Deepak hai margo meUjiyala hai Tu jagat ke liyeRoshan kia Tu useYeshu Yeshu, Teri Aaradhna