Samson Nellore
Hallelujah, HallelujahAaya Masih is jag mein,Anant jeevan dene humein
Aao khushiyaan manaayein, sheesh navaayeinCharni mein aaya mera TaarnahaarDaood ke nagar mein janma Masih TuUddharkarta hamaara banaDooton ne gaaye stuti ke geetCharwahon ne bhi aaradhna kiAao khushiyaan manaayein, sheesh navaayeinCharni mein aaya mera TaarnahaarJab gyaaniyon ne wo taara dekhaAnandit hokar magan hue theYeshu ko dekhkar pranaam kiyeSona, mur, lobaan usko chadhaayaAao khushiyaan manaayein, sheesh navaayeinCharni mein aaya mera Taarnahaar